Earn From You Tube:
video se Paisa kaise kamaye
Disclaimer: - I am not representing YouTube or any other companies.
Be sure all information Check by your self.
Earn with YouTube: - YouTube k sath kaise income ki ja sakti
ha Today hum app ko is video me is k bare me tips de rahe ha.
First make your own video:- sabse pahle aap apna khud ka
video bnaye video make Karan k bad aap ek Gmail account crate kare I mean Ek
email account Gmail me singup kare use k bad aap youtub.com ko apne browser m
open kare and fir you tube singup kare is me aap apne Gmail account k Email and
password se signup kar sakte ha.
Upload your own Video in you tube: - your YouTube account me
Upload k option par jakar apne Video ko
upload karde.
Monetize your video:- YouTube ki policy ko achchi tarha read
and understand karne k bad or apne video k kuch views hone k bad app apne video
ko Youtube k setting option m jakar apne video ko select kre or use monetize
karde. I mean apne YouTube account ko monetize k lye Enable karde.
Join Adsense account wit your youtbe account:- apne YouTube
account ko monetize karne k bad youtube k setting me jakar apne account ko
adsense se join karde agar aap k pas pahle hi se approval Adsense account ha to
use join karde our agar nahi ha to phir new adsense account crate kare It is
very fast way for adsense approval. Yes ye ek fast aur easy way ha approve adsense
account hasil karne ke lye.
Earn money: - Jab bhi koi viewers app k video ko dekhe ga
tab us par adsense k ad show honge aur jab koi is ad ko open karega tab apke
account m income hogi our is tarha app apne Video se paisa kama sakte ha.
Payment kaise hasil karee: - payment kab aur kaise mile ga
ye question apke mind m foran hi a gaya hoga. Ap ko apke video ka paisa adsense
k account k through mile ga aur adsense k account m jab aap ki income 100$
Dollar tak ho jayegi tab adsense apko payment karega. Adsense payment ki
process alag alag countries ke hisab se alag alag ha. India me abtak Check k
through payment kya ja rah ha but jald hi EFT it mean Electronic Fund Transfer
k through payment ka option start ho sakta ha. EFT k option se money direct ap
k batye bank account me transfer ho jayegi.