Adsense revenue earning kaise badhi jaye ? Tips for adsene increase earning in hindi urdu:
- Adsense rules sakhti se follow kare :- Adsense ke rules ko
achchi tarha samajh kar unpar amal karna (follow) karna achchi adsense earning
ke liye zaroori he .
- Choose the right Adense format :- Adsese ko apne sahi aur
best format me apne blog par ad kare.
- Placing ads on the top of the page:- Apne blog ya website ke
top par adsense ko lgain ye ek behtar jagah he jaha par visitor ka zyada dhyan
jata he.
- Images and Text ads :- Image aur Text ads dono hi ka istmal
kare dono me se kisi ek ke istemal se earning kam ho skati he aur Image aur
text ad ke istemal se zyada adsense revenue ki ummid badh jati he.
- Keywords :- sahi aur high paying kiey words ka istemal kare.
- Set color of your ads to match your web site & blog
Palette:- apne adsense ke ad ke color ko is tarha set kare ke wo aapke blog aur
website ke page color se match karta ho.
- Avoid border on the ad:- Adsense ke ads ki setting me
borders ko avoid kare. Adsese earning ko badha ne me ye tip aap ke kam agyegi.
- Promote your blog and site with Google Adword:- Google
adword jo ke google hi ka..........