How to upload my video on YouTube in Hindi ?
Some person ask How to upload video in youtube? Youtube me
Video kaise Upload kare?
Is bare me hum is post me Hindi Urdu language me easy way k
sath is bare me jankari de rahe ha.
First bat ye ke YouTube me Video Upload karne k lye aap ke
pas Ek Account hona chaiye If you have an account on you tube. To aap easy
tariqe se apna video Youtube par dal sakte ha.
Youtube k account ke lye agar aap ke pas ko Gmail ka account
ha to aap Youtube par sing in kar sakte ha.
Video Upload karne k lye first Youtube.com site ko apne
browser me open kare browser Google Chrome mujhe kafi best lagta ha. Browser
open karne ke bad aap is me Youtube.com address dal kar opne kare. Jab aap
youtube.com open kar lenge to is tarha ki Image picture nazar aayegi.
Image 1-
Is Image me Upload ka batan and Sign in ka radio batan nazar
aaega in me
se koi ek ko choose kare. If upload ko choose karenge to is image
ki tarha site ka page open hoga.
Image 2-
is me aap ke pas agar already Gmail account ha to isme user
name and password de kar is open kare. (Agar aap ke pas Gmail account nah ha to
new gmail account crate par jaye. )
Account me sign in hone ka bad is tarha ka site page open
hoga. See image.
Image 3 -
Is me Select files to upload ke option par jaye.
Image 4 -
Is image me aap dekh rahe ha ke hum us video file ko select
kare rahe he jo hume Upload karni ha apne youtube account me. Is tarha aap
video file ko select kare k open kare. After it Uploading Start….
Jase hi aap file select kar ke open karenge to file Upload
hone lage gi jis tarha is Image me 96% uploading hochuki ha.
Image 5 -
Aftter Uploading aap ko apne Video ko final Publish karne k
lye Publish ke radio button par jana hoga jo site me nazar aayega.
Is tarha aap aap easy and short tarike se apna video youtube
par Upload kar sakte ha and world me ise koi bhi dekh sakta ha but agar aap
seting me change krde to sifr ye video aap hi dekh sakte ha. youtube ki setting
me kafi best chize available hain
Hi thank you for sharing this topic. very informative.. Visit more info:- Youtube Support
ReplyDelete